Raat jo guzri fir mahekti hui subha aayi
Dhadka ye dil phir aapki yaad aayi,
Humne mahesus kiya uss khushboo ko
Jo apko choomkar hamare paas aayi
Aankh kholu toh chehra meri maa ka ho
Aankh band ho to sapna meri maa ka ho
Main marr bhi jau toh koyi gum nahi lekin
Par Kaffan mile to dupatta meri maa ka ho

Subah subah zindagi ki shuruat hoti h
Suraj ki har kiran apke sath hoti hain,
Hans ke pyar se karo din ki shuruaat,
khushi har pal apne aap sath hoti hai
Khushiyon se ho naa koyi doori,
Rahe na koi khwaahish adhoori,
Rango se bhare es mausam mei,
Rangeen ho aapki duniya poori
Na “gila” hain koi halaat se,
Na “shikayate” h kisi ki zaat se
Khud hi saare “juda” huye
Meri “zindagi” ki kitaab se
Logo se kah do humari takdeer se jalna chod de,
Hum ghar se dawa nahi bhagwan ki dua lekar nikalte h
Koi na de hume khush rahne ki dua, to b koi baat nahi
Vaise bhi hum khusiya rakhte nahi, baant diya karte h
Ruthi huyi zindagi ko manana toh aata hain,
Khud na hans sake par auro ko hasana to aata h
Hum khud naa bas sake kisi ke dil me to kya hua
Kab tak wo mera hone se inkaar karega
Khud tut kar wo ik din mjse pyaar karega
Ishq ki aag me main usko itna jala dungi
Ki izhaar wo mjse sar-e-bajaar karega
Adhikaar milte nahi liye jaate hain
Aazad hain magar gulami kiye jate h
Namaskar karo un senaniyo ko,
Jo maut ko aanchal me jiye jate hai
Adhikaar milte nahi liye jaate hain
Aazad hain magar gulami kiye jate h
Namaskar karo un senaniyo ko,
Jo maut ko aanchal me jiye jate hai
Par logo ko apne dil mein basana toh aata hain
Mohabbat koi chiz nai, jise paise se hasil kiya ja sake
Ishq koi mukaddar nai, jise takdeer pe choda ja sake
Pyar toh ek vishwas hai, bharosa hai, aitbaar hai
Par mohabbat itni aasaan nai ki kisi se b kiya ja sake
Aaya Santa aaya leke khusiya hazaar,
Baccho ke liye Gifts aur dher sara pyaar
Ho jaye khushiyo ki aap sab par bahaar
Mubarak ho aapko Christmas ka tyohaar
Yaad aata hain aksar wo gujra zamana,
Tera miti si aawaz me bhaiya kahkar bulana
Wo subah school ke liye mujko jagana,
Ab kya kare didi yahi h zindagi ka tarana
Na jane meri aankho se kitne ashq beh gaye
Lakho ki bheed me bhi kitne tanha reh gaye
Kiya karte the joh kabi apni hi wafa ki baate
Aaj wahi muje sabke samne bewafa keh gye
Kisi ne ishq me mere dil ko todh diya,
Bewafa samajkar humne rasta mod liya
Pyar mohabbat ki baate humse na karna
Ab humne toh pyar karna hi chod diya
Zindagi itni takleef deti hain,
Dil me phir b umeed bani rehti h,
Dil kehta hai ki kuch nahi hoga,
Par kuch toh hoga ye umeed kehti h
Ab toh har lamha tere bin ajeeb sa lagta h
Tera milna bhi jaise ek khwaab sa lagta h
Khawabo me hi sahi par mil lena humse,
Ye bhi kaha sabhi ko naseeb hota hain
Ab toh har lamha tere bin ajeeb sa lagta h
Tera milna bhi jaise ek khwaab sa lagta h
Khawabo me hi sahi par mil lena humse,
Ye bhi kaha sabhi ko naseeb hota hain
Aankho ki gehrayi ko samajh nahi pate
Labo se hum kuch bhi keh nahi pate..
Mere dil ki baat kis tarah karu tumse
Ki tum hi wo jiske bina jee nai pate..
Uska shukriya kuch es tarah ada karu,
Wo Kare Bewafayi aur Main Wafa Karu,
Mere ishq me mujhe bas Itna Sikhaya,
Main mit Jaau par uske Liye Dua Karu
Hum bhul jaye tumhe aisa koi irada nahi
Tere siva kisi aur se kabhi koi vada nahi
Nikaal bhi dete shayd tumhe apne dil se,
Par es pagal dil me aisa koi darwaza nahi
BhulaKar Mujhe Agar Tum Ab Bhi Ho Salamat,
To BhulaKar Tumhe Sambhalna Mujhe B Aata H
Meri Fitrat Mein Nahi Hain Ye Aadat Varna,
Teri Tarah Yu Badalna Muje Bhi Aata Hain

No comments:
Post a Comment